Wednesday, July 29, 2009

Kavi Sammelan

Kabi sammelan me ek kabi mahasay apni kavita suna rahe the aur stage ke neeche ek sahab apne hath me danda liye teji se tehal rahe the aakhir kabi mahasay se na reha gaya aur wah bol uthe - Bas Jnab ! Yeh antim puncti sunakar baith reha hun.


Wah sahab turant bole:'Nahi sahab aap to hamare mehman hai aap to apni kavita sauk se sunaiye main to us vyakti ko doondh reha hun jisne apko bulaya hai.

No comments: